ZAKAAT E AMAL KI QISMIEN
YE
EK AISA RAAZ PINHA HAI JISSE HAZARO AMILEEN WAQIF
NAHIN
SIRF KAMELEEN KE IRSHAD KE MUTABIQ AMAL KARTE
RAHE
AUR USI KI TALEEM DUSRO KO DETE RAHE ZYADA SE ZYA-
DA
KISI SAA’EL KE JAWAB ME YE FARMA DETE KE KISI AAYAT YA
ISM
KI ZAKAAT SAWA LAAKH HAI JO 41 YAUM ME PURI KARNI
HAI-ISKE
SIWA YE ILM NAHIN KE SAWA LAAKH KI TA’DAAD HAR
AAYAT
YA ISM KI HAI AUR WO ZAKAAT KI QISMO ME SE KIS QI-
SM
KI ZAKAAT HAI-AYA SAWA LAAKH KI ZAKAAT ADA KARNE KE
BAAD
IS AMAL SE UMR BHAR KAAM LE SAKTE HAI YA WAQTI
TAUR
PAR AGAR UMR BHAR KE LIYE AAMIL HO JAYEGA TO HAR
ROZ
KISI MAKHSUS TA’DAAD ME PADHNE KI ZARURAT HAI YA
NAHIN-
·
QISM AWWAL:
AAMIL APNE NAAM KE A’DAAD KE KE MUTAB-
IQ
41 YAUM ROZANA PADHE TO WO AMAL EK DAFA KAAM DE-
GA
HAMESHA NAHIN-
·
QISM DOEM :
JO
AMAL PADHNA HO USKE HURF KI TA’DAAD JI-
TNI
HO UTNI HAZAAR MARTABA ROZANA 41 YAUM PADHE TO
HAMESHA
KE LIYE AAMIL HO JAYEGA-AAMIL USKA SAIFE ZUB-
AN
HO JATA HAI- PHIR WAQTE ZARURAT SIRF EK MARTABA PAD-
HNA
KAAFI HOTA HAI –
·
QISM SOEM :
AMAL KE JITNE HUROOF HO.N UTTNE SAU MARTABA
ROZANA
PADHE YE ZAKAAT BHI EK HI BAAR KAAM DETI HAI-
MAGAR
QISME AWWAL SE BEHTAR HAI –
·
QISME CHAHARAM:
ZAKAATE
SAGEER AMAL KE ADAADE
QAMRI
JITNE HO UTNE HI BAAR ROZANA PADHE- YE ZAKATE AMAL HAI
AUR
MU’ATABAR BHI –
·
QISME PANJAM:
ZAKATE
KABIR AMAL KE A’DAADE QAMRI
KO
HURUFE AMAL SE ZARB DO AUR HASIL ZARB KO ROZANA
PADHO
YE ZAKATE SAGEERA SE ZYADA QAVI HAI HAMESHA KE
LIYE
AAMIL HO JAYEGA –
·
QISME SHASHAM:
ZAKATE AKBAR AMALE KABIR KE A’DAAD
KO
PHIR HUROOF KI TA’DAAD SE ZARB DEKAR ROZANA PADHE
YE
KABEER SE BHI ZYADA QAVI HAI KE IS ISM KE MUVAKKIL SA-
MNE
AKAR AAMIL SE MULAQAAT KARENGE –
·
QISM HAFTAM:
ZAKATE
AKBA’ER AMALE AKBAR KI TA’DAAD
KO
PHIR HUROOF KE A’DAAD SE ZARB DEKAR PADHE YE AKBAR
SE
BHI ZYADA QAVI HAI IS ISM KE MUVAKKIL KHADIM HOKAR
HAR
WAQT SAATH RAHENGE –
·
QISM HASHTAM:
ZAKATE
AKBARUL KABA’ER YE AAKHRI ZAK-
AAT
HAI YANI AMALE AKBAR KI TA;DAAD KO PHIR HUROOF KE
TA’DAAD
SE ZARB DEKAR PADHE ISKO KABRIYAT YA LAAL SAPE-
ED
KEHTE HAI –
NOTE:
IN AQSAAM ME TA’DAADE AMAL KASEER HO JATI HAI
ISMAE
BAARI TA’ALA KI TILAWAT TO MUMKIN HAI- MAGAR AA-
YATE
QURANI KI ZAKATE SAGEERA BHI ADA KARNA MUMKIN
NAHIN
ISKE LIYE AKABEREEN NE YE TAREEQA DARJ FARMAYA
HAI
JIS KI PAANCH QISME HAI –
·
QISME AWWAL ASHR:
NISAAB
KI NASF TA’DAAD KO KEHTE HAI -
·
QISME DOEM DAURE MUDAWAR:
DUR
E MADUR ASHR KE NISF KO KEHTE HAIN-
·
QISME SOEM QAFL:
DUR
E MADUR KE NISF KO KEHTE HAI -
·
QISME CHAHARAM BAZAL:
QAFL
KE NISF KO KEHTE HAIN
·
QISME PANJAM KHATAM:
BADDAL
KE NASF KO KEHTE HAI –
BILKUL
MAMULI TAREEQA ME ZAKAAT KI QISME AUR BHI HAI
MAGAR
INME YE KHATRA REHTA HAI KE AMAL KABHI FAYEDA KARTA HAI KABHI NAHIN YA SIRF EK
DAFA HI AMAL KAAM DETA HAI-HAA YE EK FAYEDA YAQEENAN HAIKE KISI AMAL KE A’DAAD
ITNE
ZYADA HAI KE ZAKAATE SAGEERA HI ADA KARNA MUSHKIL
HOTO
WAHAN YE TAREEQA KAAM DE GA –
·
ASGAR:
YANI
TA’DAADE SAGEERA KA NASF KARKE PADHE US
KO
ASGAR KEHTE HAI –
·
SAGA’ER:
AGAR
ASGAR KI TA’DAAD BHI PADHNA DUSHWAAR
HOTO
ASGAR KA NISF KARKE PADHE USKO SAGA’ER KEHTE HAI
·
ASGARUS SAGA’ER:
SAGA’ER KE NASF KO ASGARUS SAGA’ER KEHTE HAI –
YE
ZAKAAT KI ADNA QISM HAI ISSE KAMTAR NAHIN WALLLAH
SUBHANA
TA’ALA A’LAM (KAASHIFUL ASRAAR SHAREEF) ZAKA-
TE
KABEERA AUR ZAKATE AKBAR KABA’ER AUR AKBARUL KAB-
A’ER
IN AQSAAM KE LIYE YE ZARURI NAHIIN KE EK NASHIST ME
YE
TA’DAAD PURI KI JAYE YA HAR ROZ ITNI TA’DAAD ME AMAL
PADHA
JAYE BALKE 41 SE TAQSEEM KARKE HASILE ADAD KE
MUTABIQ
41 DIN YE TA’DAAD KO PURA KIYA JA SAKTA HAI-
ZAKAAT
E AMAL KE SILSILE ME MAZKOORAH BALA SATOOR APNE ANDAR EK JAMIYAT RAKHTA HAI
JISSE AMILEEN HAZRAT KO APNE APNE QAWAYE BAATNI KE LIHAZ SE KISI EK TARIQAYE
ZAKAAT KE INTEKHAB ME MUKAMMAL RAHNUMAI MILEGI ,HUMARE IDARE SE MUNSALIK
AAMILEEN AUR AHBAB O MUTALLIQEEN KI MAZID ASANI KI KHATIR INSHA ALLAH ZAKAT KI
HAR EK QISM KO ASMAYE ILAHI YA AYATE QURA’ANI SE TAMSILAN SAMJHAYA JAYEGA JISSE
JISI BHI AMAL KI SAHEEH TADAD E ZAKAAT MALOOM KARNA MAZID ASAN HOJAYEGA