Amil ko chaihye ke auqaat me farq na aane de aur daawat ka haal bilkul kisi par zaahir na hone de taake murad haasil ho aur ghalati me na pade .
Yeh yaad rakhe ke agar ghair shakhsh saahib e daawat ke ahwaal se muttale hoga to dawat maqroon e ijaabat na hogi.