Agara matloob ko hazir karna ho to mandarja zail naqsh kore charagh par likhe.n ,us waqt likhe.n jab talib o matloob ke sitaro.n ke darmian qiran ho agar dono ka sitara ek hi ho to us sitare ke sharaf ya auj me naqsh likhe.n ek naqsh kore mitti ke charagh par likhe.n ek naqsh kaghaz par likhe.n ,rozana ek cjaragh jala kar uska rukh khana e matloob ki taraf rakhe.n ,charagh nauchandi peer se jalana shuru kare.n aur rozana chragh ke qareeb tin taza gulab ke phool bhi rakhe.n subh ko charagh aur phool nadi ya nahar me.n dal dia kare.n yeh amal 21 dino ka hai .har koi khud apne liye jaiz surat men kar sakta hai najaiz karne ki surat me balao.n me.n giraftar hoga.
Note: Amal ke talluq se koi sawal fees ada karke puch sakte hai.n