Sharaf e Zohara Ka Nayab Lohe Taskheer e Lasani
lohe zohra aur sharaf e zohra ka nam sunte hi hub o taskheer ,husn o khubsoorti ,maqbool e khalaiq , pasand ki shadi, muhabbat me kamyabi, aur zohra se talluq rakhne wale karobar me kamyabi urooj o taraqqi ka khayal zehan me ajata hai.lohe zohra mukhtalif qisam ke tyar kiye jate hain iski tafseel se yeha kam nahi balke is lohe taskheer e lasani ki mukhtasar khasiyat qalamband karta hun, yeh loh do adad hajatmandon ko dia jata hai aur istemal muafiq e halaat bata dia jata hai.
(1) makhsoos ghar me rishta ho jane ke liye
(2) ladkiyon ki shadi me rukawat door ho jane ke waaste
(3) matloob o mehboob ko hazir lane ke liye
(4) karibar me taraqqi ke liye
(5) Khalaiq ki taskheer aur awamunnas ka dil jitne ke waaste
(6) zalim shohar ya susral wale ki mohabbat hasil karne ke liye
(7) nafarman biwi ko qabu me rakhne ky waaste
(8)Husn o Khubsoorti me izafe ka behtarin loh hai
(9) kisi se apni bat manwane ke liye nihayat moassar
(10) pasand ki shadi ke liye lajwab aur barha ka azmoda.
gharz ke taskheer o hub se mutalliqa kamon me yeh loh apna asar kamil rakhti hai.