Lohe Tahaffuz Khaas
Aayat e Hifaazat aur Huroof e Noorani Ki Naayab Loh
- Aaseb khwah kaisa zabardast ho is loh ke haamil par ghalib nahi aa sakta
- Asarat e shaitani apna asar daalne me nakaam ho
- Jinn jinnat koi gazind na pohcha sakey
- Sarkash se sarkash jin bhi kuch na bigaad paaye
- Bhoot pareyt kabhi bhoole se bhi paas nahi bhatak sakte
- Badd rooh ya arwahe khabeesa is loh ko dekh kar meelo door bhag jaate hain
- Sehar jaadu safed jo alwi moakkilon ke zarye karaya jata hai usse mukammal hifazat rahti hai
- Sifli ilm ya sifli amal khwah misar ka ho ya bangal ka bihar ka ho ya africa ka apna asar is loh ke muqabil nahi dikha sakta
- Kaala jaadu ,sehar e hawatif, sehrulmaraz, sehrulwaswaas, sehar e takhaiyul, gharaz ke jumla aqsaam ke sehar se tahaffuz
- Karobar ya dukan ya factory me maali nuqsaanat se hifaazat rahe
- Achanak hone wale haadsisaat har qisam ka dar khauf se aman me rahe
- Ghar karkhane ,office ,dukan me chor aur chori se aur aag lagne se hifaazat
- Nayi dulhan aur jawaan bachchiyon ki nazar bad aur oopri asaraat se hifazat