Dushman Ki Halakat Ka Amal
Nihayat majboori kea lam me aise aamal ki ijazat ho
sakti hai warna hattal imkaan dar guzar sy hi kaam lena chahiye kiyonke
shariyat kisi ko jaan se maarne kiijazat nahi deti sirf us waqt jab ke dusman
kafir ya faasiq hone ke saath saath had darja zalim o jaabir bhi ho aur uska
zulm apni inteha ko ponhcha hua ho aur Allah ki makhlooq use muttafiqa taur par
bad zan ho mazeed yeh ke aisa zaalim shakhsh kisi tarha bhi qaanoon ke shikanje
me na aaraha ho to aisi surat e haal me is amal ki ijazat ho sakti hai lekin
phir bhi behtar hai ke kisi motebar aalim e deen se maqshwara lelia jaye behar
haal amal ka tariqa yeh hai key a qaahir aur ya qaabidh ke aadad me us shakhsh
ke naam aur uski walida ke naam ke aadad shamil Karen aur hafta ke din
qabristan me baith kar 7 adad musallas naqoosh banaye iske bad 900 martaba ya
qabidh aur 305 martaba ia qahir padh kar naqoosh par dam kare.n is amal se
qabal apna hesaar zaroor kar len phir ghar waapas laut aayen awr ghar aane ky
bad do naqsh alag kar le.n baqiyah 5 naqoosh ko eke k karke kainchi se kaat
le.n aur har naqsh ke 3 tukre kare.n naqsh ko haath se na pharen balke kainchi se
hi kaate,n aur naqoosh ko kaatte waqt zehan me yeh tasuwor samayen ke goya
dushman ko kaat rahe hain is ke baad aate ke do putle banaye ya pehle se hi
tyar rakhen ab ek putle ke pet me.n ek naqsh rakh de,n aur saath hi ya qabidh
ka naqsh rakhe,n is putle ko qabar me dafan karna hai aur asi qabar se thodi si
mitti utha kar le aaye,n dosra naqsh doosre putle ke pet me rakh den saath hi
ya qaahir ka naqsh bhi rakhe,n is putle ko qabar se haasil karda mitti ke saath
dushman ke ghar me.n ia uski guzargaah me dafan kar de,n Khuda ki qudrat ka
zuhoor hoga aur dushman chand hi aiyaam me apne anjaam ko pohanch chukka hoga