Some Features Of "Chiragh e Ne'mat"
- Sab Dili Murade'n Bar Aaye'n etc
|
Charaghe e Nemat
Baraye Usat e Rizq o Husool e daulat o Ghina
1. Mah sabat ya har urooj mah me bad namaz maghrib tanhai me
amal shuru kia jaye aur 41 yom ka chilla hogab
2. Charagh ko aisi jagah rakhen ke charagh aur kaabe ke darmiyan apka chehra ho
aur charagh kisi mez ya stool par rakhen ke sine ke muqabil rahe charon kono me
roi ki battiyan rakhe.n aur khushboodar tel ya umdah ghee dale.n
3. Charagh ki batti ke ek nishan par pachchim khuda hua hai khayal rahe ke woh
batti pachchim hi ki taraf rahe.
4. Bad namaz maghrib taza wozoo kare ےَا غَوْث الثقْلینَ ےَا کَرِیْمَ الطَّرْفَیْنِ اَغِْثنِیْ وَ
اُمْدُدْنِیْ فِیْ قَضآ ءِ حَاجَتِیْ ےَا حَا ضِیَ الْحَاجَاتِ
be ginti chand bat parhe phir do rikat nafl salatulasrar ki niyat se parhe
namaz salatulasrar ko salat e ghausia bhi kahte hain.
5. Bad namaz charagh ke samne baithkar 11 bar durood e ghausia اَللّٰھُمَّ صَلِّ وَسَلِّمْ عَلٰی سَیّدِ نَا وَ مَوْلَانَا مُحَمَّدٍ
مَّعْدِ نِ الْجُوْدِ وَ الْکَرَمِ وَاٰلِہٖ وَبَا رِکْ وَسَلِّمْparhe
6. Ek bar ےَارَسُوْلَ اللّٰہِ ےَا نَبِیَّ اللّٰہِ
اَغِثْنِیْ وَاَمْدُدْ نِیْ فِی قَضآءِ حَاجَتِیْ ےَا قَاضِیَ الْحَاجَتِ
parhe
7. Teen bar apna maqsad bayan kar ke baargahe ilahi me dua karke charagh
raushan kare phit 11 bat durood e ghausia
8. 16 bar ےَاسَادَاَتنَا عَبْدَالْکَرِیْمِ الْمَغْرَبِیُّ
وَعَبْدَالْجَلِیْلِ الْجُنُوْبِیْ وَعَبْدُ الْرَّحِیْمَ الْمَشْرَقِیْ وَعَبْدَ
الرَّشِیْدِالشَّمَالِی اَغِیْثُوْنِیْ بَحَقِّ غَوْثِنَاوَغَوْثِکُمُ الشَّیْخِ
عَبْدِالْقادِرْ الْجِیْلَانِیْ رَضِیَ اللّٰہُ تَعَا لٰی عَنْھُم
parhe
9. 11 bar ےَاشَیْخُ عَبْدُالْقَادِرْالْجِیْلَانِیُّ شَیْئاً لِلّٰہِ
parh3
10. 1543 bar
10. 1543 bar ےَا غَنِیُّ یَا کَرِیْمُ ےَااَحَدُےَامُنْعِمُ parhe phir durood e
ghausia 11 bar ,Alhamdo shareef ek bar Aayatalkursi ek bar Surah Ikhlas 7
bar durood e ghausia 3 bar parhkar Saiyedul Ambia sallallaho alaihi
wasallam aur tamam ambia alaihimussalam sehaba e keraam ahle baite athaar w
Saiyedina Ghausul Aazam aur salaateen arba rizwanallahi alahim ajmayeen ki
arwaah e paak ko sawab bakhse.
11. Bad 41 yom chilla poora hone ke har roz bad manaz maghrib durood e ghausia
3 bar dua number 4 ek bar dua number 6 ek bar dua number 8 ek bar dua number 10
ko 175 bar durood e ghausia ek bar parhta rahe ,aur har saal rajjab ji 4
tareekh ko fateha salaateen e
arba ehtemam ke sath karta rahe kabhi muflis aur kisi ka daste nagar na rahega
Allah tala baizzat farakh rozi ata farmayega ,karobar khub taraqqi karega
,mulazim hai to tankhwa aut ohda me tarakki hogi ,yeh amal un hazraat ke liye
besh qeemat khazana hai jo amdani kam aur kharch bohat ziada rakhte hain
,khwateen bhi is amal ko kar sakti hain uski tarkeeb alag se charagh ke saath
di jayegi ,maine is charagh se das saal qabal faida uthana shuru kia tha
behamdillah aaj tak mustafeed hun aur jin jin ahbab ko amal karaya sab masha
Allah maze me hain.
|