LOHE ATARD BA MOAKKIL
Khuda
ke fazal se is ssal sharaf e atard me humne ek aisi pur taseer Lohe Atard ba
moakkil tyar ki hai jis ki jitni bhi tareef ki jaye kam hai yeh baat to funne
amaliyat wattaweezat ke waqif karo.n se poshida nahi ke kisi bhi saiyare ki
sharaf ya auj me ya saad nazraat ba deegar saiyargaan me jo naqoosh ,taweez ya
talism lkhy jate hain khwah yeh nihayat sada tareek par pur kiye gaye ho.n
,waqte makhsoos me banaye jane ke sabab taseer e kulli rakhte hain jab in sada
naqoosh o talismat ka yeh haal hai to woh ba moakkil naqoosh o talismat jo Almalaaikah Walawaan jaise maya naaz jafri qwaid ke tehat tyar kiye jaye.n jin
me Miftaah, Mughlaaq, Adal , Waqf , Masahat , Zabta , Ghayat aur Asal ke
istekhraj se 8 moakkil Alwi aur 8 Awaan ya jin baramad karke naqsh ya talism ko
harkat karne par majboor kia jata hai ,aise naqoosh kis qadar taseer ke hamil honge aise naqoosh o talismat ki qarar waqai quat
ka andaza karna ek mshkil amar hai ,humare yehan aise makhsoos waqto.n me maslan
Zohara , Shams , Marrikh , Qamar , Zohal , Mushtari ke sharfaat aur deegar saad
nazraat me bamoakkil naqoosh hi ziada tar tyar kiye jate hain ab raqimussutoor
Imran Razvee Lohe Atarad ba moakkil ki mukhtasar khasiyat qalamband karte hue
mazmoon ka ikhtetam karta hai ,
Lohe
Atard ba moakkil ki khasiyat mandarja zeil hain.
@Har
qisam ke imtehan me kamyaabi
@Tahreeri
fun me maharat
@Taqreeri
salahiyat me izafa
@Uloom
ke husool me asani
@Ulama
aur Peeran e Ezaam ki taskheer
@Band
kaam ka jaari hona
@Husool
e rizq me aasani
@Kund
zahni ka ilaj
@ Nisyaan
yani bhulne ki bimari ka khatma
@Dimaghi
har qisam ke amraaz ka shafi ilaj
@Zahni
istedad me khwatir khwa izafa
@Quwat
e Hafiza me ghair mamuli taraqqi
@
Bachcho.n ka taleem me dilchaspi lena
@
Mulazimat naukri me taraqqi
@Kisi
deeni dunyawi safar me kaam yabi
@
Malikholia aur pagal pan ka ilaj
@ Bank
me kam karne wale afrad ke liye khususi talism hai
@
Padhne likhne wale chhote bachho.n aur muqabla jaati imtehan me baithne wale
bade bachhon ke liye ek nemat e ghair mutaraqqaba hai.
|