CHIRAAGH SHAJAR E ZAR (yani
daulat ka darakht)
yeh chraagh ek anmol ruhani tohfa hai
un logo.n ke liye kam aamdan aur kharch ziada rakhte hai.n , rupai ke husool me
rukawat ka shikaar hain karobar chalte chalte ruk jata hai,sar pe qarzon ka
baar hai aksar kaam me nazar e bad ka sar mehsoos ho ya dushmano ke hasad ka
ehsas ho ,rupai haath me na rukte ho.n in saare aur in jaise umoor ke liye
Chiraagh Shajar e Zar ek aazmudah shai haibehamdillah sainkdo.n afraad iski
barkat se be barkati aur tangdasti ki musibat se nijat pa chuke hain iske
raushan karne waale par Allah jalla Majduhu ke fazal o karam se rahmat o barkat
ka nuzool hoga qarz ada hone ki sabeel paida hojayegi aur aflaas o ghurbat ka
mukammal khatma hoga iske raushan karne par daulat par hakmaran Moakkil haazir
hote hain yeh Moakkil nihayat rehamdil aur narm tabiyat ke malik hain jis bande
se yeh Moakkil maanus hojate hain usko zindagi me kabhi bhi rupai paise ki
tangi nahi hoti Allah ke izan se Moakkil har jaiz tariqe se husool e daulat me
madad karte rahenge....isey raushan karne ki tarkeeb chiraagh ke saath di jati
hai zarurat mand hazraat o khwateen Idara Roohani Imdad se hadiyatan haasil kar
sakte hain.